Table of Contents
Sad shayari for boys l Sad shayari for girls
Sad shayari for boys l sad shayari for girls. small shayari,two line shayari in hindi,two line heart touching shayari,short shayari,sad shayari in hindi for life,hindi lines,2 line sad shayari hindi,two line shayari on life,two line sad shayari in hindi,short shayari in hindi,short sad shayari,2 line shayari on life,heart touching two line shayari,2 line poetry in hindi,sad shayari lines,sad short shayari,life two line hindi shayari,two line life shayari in hindi,best 2 line shayari,two line love shayari,shayari lines,veri sad shayari,zalim shayari 2 line,adhuri love story shayari,long sad shayari,most sad shayari in hindi,best love sad shayari,best sad shayri in hindi,sad shayri hindi,zindagi sad shayari 2 line urdu,apno ke liye sad shayari,emotional sad lines in hindi,very sad in hindi,ghaint shayari in hindi,painful status in hindi,full sad shayari,love story sad shayari,hindi sad shayari lyrics,very very sad shayari in hindi,sad feeling shayari in hindi,sad shayari lyrics in hindi,some sad shayari.
Makan dhak jata ho
Uski haisiyat ki barabari hum kya karte ‘Abhishek’,
jiske mehel ki ek deewar ke saye se,
hamara kaccha makan dhak jata ho.
Zindagi gawaye huye ho
‘Abhishek’ Aankho se intezar ke,
diye jalaye huye ho,
Ye ajeeb si kaisi diwali manaye huye ho,
use hoga lautna to aa jayega,
haal sambhalo apna,
tum maut jee rahe ho,
zindagi gawaye huye ho.
Karu kya ‘Abhishek’
Usse aage nikla to har jaunga,
peeche raha to mar jaunga,
sath wo chalta nahi to karu kya ‘Abhishek’.
Nafratein lakh mili par
Nafratein Lakh Mili Par,
Kisi Ki mohabbat Na Mili,
Zindagi Beet Gayi,
Magar Rahat Na Mili,
Teri Mehfil Me Har Ek Ko Hasta Dekha ‘Abhishek’,
Ek Mein Hi Tha Jise Hasne Ki Ijazat Na Mili.
Tere khusiyo ki khasti mere
tere khusiyo ki khasti mere,
aansuo ki neher pe chalti hai ‘Abhishek’,
ab tu dost man ya dushman,
tujhe meri lambhi umar ki to dua karni padegi.
Mohabbat ki bandook se
lautaal diye uske tohfe use,
nikal ke sandook se,
ab aur nahi bas,
bahut maar liya usne ‘Abhishek’,
mohabbat ki bandook se.
Hawa ke jhoke ne
Meri kahani ek paid ke,
patto pe likhi jaisi thi,
‘Abhishek’ Kisi hawa ke jhoke ne,
zindagi bikher di.
Uda dete hai
parindo ko bhi ghar se,
uda dete h log ‘Abhishek’,
waham chod de tujhe koi,
palko pe bithayega.
Janaza uthao aur le chalo
Janaza uthao aur le chalo mujhe yaaro,
bhut hua intezar,
Aane wale door se aa gaye ‘Abhishek’,
wo pichli gali se na aaya.
Parindo ko azaad karde
Parindo ko azaad karde ‘Abhishek’ inke apne hai,
Har koi teri tarah akela nhi hota,
Waqt rehte nikal aa is galatfemi se,
qaid karne se kabhi koi apna nhi hota.
Zara sa qatra
jaise zara sa qatra,
tair jata hai pani mein ‘Abhishek’,
gar itna bhi pyar hota,
uske dil mein, to laut aata.
Rooh ko jalan huyi
Rooh ko jalan huyi jab tujhe,
kisi aur ke sath dekha ‘Abhishek’,
tu bata khud ko,
jhooti tasaslli kya dete.
Janne ke baad
Bas ek pal,
ek pal jab usne,
thehar ke mujhse baat ki ‘Abhishek’,
Kya roya tha wo,
Mujhe kareeb se janne ke baad.
Uski talash khatm huyi
Shukr hai uski talash khatm huyi ‘Abhishek’,
Ye naya tareeka mujhe rulane ka,
Badi mushkil se mila hai use.
Log bhi wah wah kar dege
shayari ke hawale se mujhe,
kehne bhi do ‘Abhishek’,
log bhi wah wah kar dege,
mera dil bhi halka ho jayega.
Ashq aankho mein liye
Ashq aankho mein liye,
use chohdte chale aaye ‘Abhishek’,
ye majbooriyan jo karale so kam hai.
Mulakat ki talab hoti
Masroof to khair sabhi hai ‘Abhishek’,
Waqt nikal ke aa jata wo agar,
use mulakat ki talab hoti.
Hum is khushfemi mein
ta-umr na soye hum is khushfemi mein,
bichad ke humse wo kahi raato ko,
rota hua,
jagta na ho.
Ek uske bina ab dil lagta nahi
ek uske bina ab dil lagta nahi,
wo jo kehti thi tum mera dil ho,
bada asan sa safar tha,
mushkil raho mein bhi sath uske,
jaise hunar zinadgi ke hume sare hasil ho,
kitne imtehan aur hoge,
chubti in saanso ko rokne mein,
ab to yun hai uske na huye ‘Abhishek’ to kisi shakhs ke na huye,,
intezar hai bas,
kab hum maut ke kabil ho.
Wo aaye nahi
suna tha kal wo,
apne sabhi dosto se milne aaye,
ghar to mera bhi wahi tha,
wo aaye nahi.
Must Read